ay allah wasta is raat ka or is ky molood ka jo taira noor e taban or jhilmilati roshini hy.shan wali hy us ki wiladat,buland martaba hy us kiwiladat. har zamany ka sahara hain yah masoomeen,ini par nazil hota hy jo kuch shab e qadr main nazil kia jata hy.ay allah hamain in ka zamana daikhna naseeb farma or hamain in ky madad garon main shumar kar. hamara or in ka qayam aik kar dy. ay alah mohamd wa ale mohamd par rahmat nazil farma or lanat kar tamam zulm karny walon par or faisala kar hamary or un ky beech,ay sab sy barh kar faisla karny waly
wiladat e imam e zamana mubarik ho
iltamas e dua
Do you know brother some muslims after reciting of sura-e-hamd says (ameen) they consider themselvs as truth-searchers and some says (alhamdolillahe rabbilalameen) they consider themselvs as they are on the right path. And i too says alhamdolillahe rabbilalameen. Any how i will wait till you prepare any counter.