ay allah wasta is raat ka or is ky molood ka jo taira noor e taban
or jhilmilati roshini hy.shan wali hy us ki wiladat,buland martaba hy
us kiwiladat. har zamany ka sahara hain yah masoomeen,ini par nazil
hota hy jo kuch shab e qadr main nazil kia jata hy.ay allah hamain in
ka zamana daikhna naseeb farma or hamain in ky madad garon main shumar
kar. hamara or in ka qayam aik kar dy. ay alah mohamd wa ale mohamd par
rahmat nazil farma or lanat kar tamam zulm karny walon par or faisala
kar hamary or un ky beech,ay sab sy barh kar faisla karny waly
wiladat e imam e zamana mubarik ho
iltamas e dua
Salam!
Ye phool khila hai jo gulistan e HASSANa.s main,
mehkay ga ye ta hashrab emaan k chaman main,
chehray se numayan hain sb andaaz ALI a.s k,
HAIDER a.s ki tajjli hai ye aaghosh e HASSANa.s main...
WILADAT BASAADAT SHEHZADA QASIM a.s IMAM E ZAMANA a.j.f ko or app ko bht bht mubarak ho...
YA ALI a.s MADAD... <input id="gwProxy" type="hidden"><!--Session data--><input title="jsCall();" id="jsProxy" type="hidden">
Salam,
Abbas
(a.s) ka jahan main nirala maqam hai
Abbas
(a.s) ki nazar main kia fauj-e-shaam hai
Abbas (a.s)
murtaza ki tammana ka naam hai
12 Imam
mezhab-e-Isalm main huey
Yeh mezhab-e-wafa ka akela
Imam hai...
AAIN : Chun li khayal ne jo azal se ALI ki AAIN (urdu wala
Aain)
BE : Be bizat-e-Rasool ki ismat ka zeb-o-zain
ALIF : Alhamd ke Alif sarapa dilon ka chain..
SEEN : Wannas ki seen yeh nukhta dil-e-hussain..
Har Harf Tareeq ka Aqqas ban gaya..
Dekha jo ghaur kar ke to ABBAS ban gaya
Salam,
Na Pooch Kese Koi Shah-e-Mashraqain Bnna.
Bashar Ka Husn Aqeedat Ka Zaib-o-Zain Bnna.
ALI a.s Ka Khoon L'aab RASOOL s.a.w.w Sheer-e-BATOOL s.a.
Mile Hain Jab Ye Anasir To Phr HUSSAIN a.s Bnna.
3 SHABAN WILADAT-E-BA-SAA'DAT AMEER IBNE AMEER
SHAH E MASHRAQAIN IMAM HUSSAIN A.S MUBARAK HO.!
*+..*._/_ .*. * . + . * . *
. * . + . * . *
.
+ * >,"< * . * . * . * . * . * . * . _/_* , + .*... + . * . * . +... * . * . +>,"< . * . * . *+ . * . + . * . *WILADAT E IMAM* . +. * . * .. + . * . * * . * . + . * * HUSSAIN as* * . + . * . * .* .+. + . * . + Mubarak * . *_/_ + . * . * . * . ** . _/_ * + . * . * . *. * . >,"< + . * . * . + . * . *. * >,"< + . * . * . +. * .* . * . * . * . * . *<br>
*. * . * . * . * . * . * . * . * . * . * . * . *
YA ALI a.s MADAD...