ay allah wasta is raat ka or is ky molood ka jo taira noor e taban
or jhilmilati roshini hy.shan wali hy us ki wiladat,buland martaba hy
us kiwiladat. har zamany ka sahara hain yah masoomeen,ini par nazil
hota hy jo kuch shab e qadr main nazil kia jata hy.ay allah hamain in
ka zamana daikhna naseeb farma or hamain in ky madad garon main shumar
kar. hamara or in ka qayam aik kar dy. ay alah mohamd wa ale mohamd par
rahmat nazil farma or lanat kar tamam zulm karny walon par or faisala
kar hamary or un ky beech,ay sab sy barh kar faisla karny waly
wiladat e imam e zamana mubarik ho
iltamas e dua
salam
imam moosa kazim ny farmaya,"aqil wo hy jis ka halal usy shukar sy door na kary or haram jis ky sabr par ghalib na a jay"
14 baras ka qaidi zahra ky dil ka jani
zindan kha gai hy moula teri jawani
imam moosa kazim ki shahdat par ham imam e zamana ki khidmat main tazeat paish karty hain